Higher Ed. and Vocational >> Humanities, Social Sciences and Languages >> Psychology >> Psychology


Manovigyan

Manovigyan

Author(s):
  • Robert A. Baron
  • Author: Robert A. Baron
    • ISBN:9788131730751
    • 10 Digit ISBN:8131730751
    • Price:Rs. 750.00
    • Pages:344
    • Imprint:Pearson Education
    • Binding:Paperback
    • Status:Available


    Be the first to rate the book !!

    Yah Pustak Robert A. Baron dwara likhit Psychology ke pancham sanskaran ka pratham hondi anuvad hai. Lekhak Baron ke vichar mein Manovigyan ek eisa chetra hai, jiska upyog pratyek vyakti jivan bhar kar sakta hai aur use karna bhi chahiye. Yah manav vyavhar ke bare mein n keval dilchasp niskarsh aur gyan deti hai, aapitu yah sansar tatha swany ko dekhne ka ek najiriya bhi pradan karta hai, jiska laabh Manovigyan ke pathyakram ko padhne wale hare ek vyakti ko milna chahiye.

    Manovigyan ki pustak ka hindi aanuvad sahaj ewm saral bhasha mein prakashit klarne ka udeshay ese sikshako, vidyarthiyo tatha Manovigyan mein ruchi rakhne wale sabhi vayaktiyo tak pahuchana hai. Jisse gyan ke vistar mein bhasha badhak n ban sake. Anuvadko ne pustak ke mulrup aur lekhak ke vicharo ko dhyan mein rakhate huye pustak ka anuvad bhartiya paripechsay ke anusar kiya hai.


     

    Table of Content

    Prastavana
    Lekhak ke Vishay mein

    1. Manovigyan: Ek Vigyan….aur ek pripeckhay
    2. Vyavhar ke jeivikiy aadhar
    3. Sanvedan aur pratyachan: apne aaspas ke sansar se sampark
    4. Chetna ki avasthaye
    5. Adhigam: Hum anuvaw ke dwara kaise badalte hai
    6. Smiriti: Un chizo ki joy yad thi
    7. Sangyan: Chintan, Nirnay lena aur sampresit karna
    8. Manav Vikas-1: Bachpan ke varsh
    9. Manav Vikas-2: Kisoravastha, Prordavastha tha Budapa
    10. Abhiprerna aur samveg
    11. Buddhi: Sangyatmak, Vaywharik tha sanvegik
    12. Vyaktitv: Manushy ke vyawhar ki adwitiyta tha smanta
    13. Swasthay, Tanaw aur mukabala
    14. Mansik Vikar: Unki prakriti aur karan
    15. Chikitsaye: Mansik vikaro ko kam karne ki taknike
          

     

    Salient Features