Higher Ed. and Vocational >> Humanities, Social Sciences and Languages >> Philosophy >> Philosophy


Dharm Darshan

Dharm Darshan

Author(s):
  • R K Pandey
  • Author: R K Pandey
    • ISBN:9789332551305
    • 10 Digit ISBN:9332551308
    • Price:Rs. 545.00
    • Pages:472
    • Imprint:Pearson Education
    • Binding:Paperback
    • Status:Available


    Ratings:

    Dharmik smasaya prachin kal se hi darshniko ke samaksh


    chunotiyo ke rup me udhati rahi hai. Udahran ke tor per -


    Eshawar, Aatma, Amrata, Moksh, Prathana, Puja-path,


    Tarkbudhi, Aastha, Vishvas, Devi-prakasana, Rahasayanubhuti


    aadi. Yah Pustak en samasyao ka ek boddhik samadhan prastut


    karne ka prayas karti hai. Eske sath-sath kuch any samasyae,


    jaise- Dharm kya hai? Kya dharm hi religion hai athva dharm


    ewm religion me kuch bhedh hai? Dharm, religion ewm


    aadhyatam ke bich kya sambandh hai? Kya vibhinn dharmo ke


    bich samanjasy sthapit ho sakta hai? Sarva dharm sambhav kya


    hai tatha eski sthapana kese sambhav hai? Dharmik parivartan


    ka aadhar kya hai tatha yah khan tak uchit hai? Dharm ewm


    vigyan ke bich kya sambandh hai?


    En sabhi prashno per vistar se charcha karte hue yah pustak


    pramukh aastha ewm tark ke antardwand ko patne ka prayas


    karti hai. Dushre sabdon me, Yah dharm se sambandhit


    samasyao ka boddhik athva tarkik smadhan prastut karne ka


    prayas karti hai.

    Table of Content

    1. Dharm ka swarup ewm chetra

    2. Dharm-Darsan ka swaruo ewm chetra

    3. Eshwar ke aastitva ke liye praman

    4. Eshwar ka swarup

    5. Eshwar ewm jagat ka sambandh

    6. Eshwar vihin dharm

    7. Dharmik gyan ke aadhar

    8. Rahasyavad

    9. Ashubh ki samasya

    10. Aatma ka  amaratva

    11. Moksh ewm uske marg

    12. Dharmik bhasa

    13. Dharmik sahisunuta

    14. Dharmik bahulvaad

    15. Sarva dharm samanvay

    16. Dharm parivartan

    17. Panth nirpekshta

    18. Bahu sanskritivad

    Salient Features